Blog Of Urdu Poetry Contain Urdu Ghazals, Love Shayari, Sad Urdu Poetry, Romantic Urdu Poetry, And Famous Urdu Hindi Poetry By Famous Pakistani And Indian Poets.
Click Here
Sunday, July 29, 2012
Abhi to ishq me aisa haal bhi hona hai
Abhi to ishq me aisa haal bhi hona haiK ishq rokana tum se mahal hona hai Har aik lab pe hain meri wafa k afsaneTere sitam ko abhi la zawal hona hai Baja k khar hain lakin bahar ki rot meYe teh hai abb k humen bhi nahal hona hai Tumhen khabar hi nahin tum to loot jao geTumhare hijar me lamha bhi saal hona hai
Hamari rooh pe jab bhi azab otaren geTumhari yaad ko us dil ki dhal hona hai Kabhi to roe ga wo bhi kisi ki banhon meKabhi to us ki hansi ko zawal hona hai Milen gi hum ko bhi apne naseeb ki khoshiyanBus intazar hai kab ye kamal hona hai Har aik shakhas chale ga hamari rahon parMohabbaton me humen wo masal hona hai Zamana jis k gham-o-pech me olajh jaeHamari zaat ko aisa sawal hona hai WASI yakeen hai mujh ko wo loot ae gaUse bhi apne kie ka malal hona hai ...........
No comments:
Post a Comment