Ik Shaair B Hun, Musawir B Hun, Fankaar B Hun,
Agar Hun Nazuk sa Koi Phool To Talwaar B Hun.
Mene Boi Hai Har Ik Mor Pe Nafrat Lekin,
Main Muhabbat k Gulistan Ka Kharidaar B Hun.
Ho Agar yar Ghalat To Men usay Rokta Hun,
Haq Pe Dushman Ho To Dushman Ka Tarafdaar B Hun.
Jurm Har Shakhs Se Be-lause Muhabbat Hy Agar,
Phir Toh Yeh Sach Hai K Men ek Khata Kaar B Hun.
Mein Wo Ghafil Hun Jisay Umar Ka Ehsas Nahin,
ik ik Pal Ki Khabhr Rakhta Hun Bedaar B Hun.
Itna Aazad, K Aakash Ko Chu Sakta Hun,
Aik Chhoti si Tamanna Men Giraftaar B hun.
Mera andaz-e-tabiat bhi kuchh nirala hy,
Bewafa b hun bht or wafadaar b hun..

No comments:
Post a Comment