Izhar-e-muhabat pe saza deti hai dunya
Mounh mor k guzro to sada deti hai dunya
Dunya se kabhi tum bhool kar bhi pyar na karna
Parde me muhabat k dagha deti hai dunya
Matlab nahi hotato tawajo nahi deti
Matlab ho to palkon pe utha leti hai dunya
Zinda rehny k prastar hain sab log yahan par
Mar jao to naqsh sare mita deti hai dunya
Khushiyon me tosab sath chalte hain yahan par
Ghum aaye to pehchan bhula deti hai dunya.

No comments:
Post a Comment