Click Here

Tuesday, September 18, 2012

Kahin Aarzo-E-Safar Nahin

Kahin Aarzo-E-Safar
Nahin, Kahin Manzilon Ko Khabar Nahin
Kahin Rasta He Andheer Hai, Kahin Pa Nahin Kahin Par Nahin

Mujhay Iztraab Ki Chah Thi Mujhay Bay Kali Ki

Talaash Thi
Unhe Khuwahishaat K Jurm Main Koi Ghar Nahin Koi Dar
Nahin

Koi Chaand Tootay Ya Dil Jalay Ya Zameen Kahin Say Ubal
Paray
Hum Aaseer Surat-E-Haal Hain Humain Hadsaat Ka Dar Nahin

Aaye
Hawa-E-Gham Zara Merey Sath Reh, Merey Sath Chal
Merey Sath Merey Qadam Nahin
Merey Sath Meri Nazar Nahin

Yeh Umar Bhar Ki Riazatain Yeh Nagar Nagar Ki
Musafatain
Yeh Tu Roog Hain Mah-O-Saal K Yeh Gardishain Hain Safar
Nahin

No comments:

Post a Comment