Sham Ki Sarhad Se Rukhsat Hai Woh Rind-e-Lam-Yazil,
Rakh Ke Maikhane Ke Sare Qaeede Baala-e- Taaq,
Ye Agar Sach Hai To Hai Kis Darja Ibrat Ka Maqam,
Rang Ek Pal Mein Badal Jata Hai Ye Neeli Riwaaq,
Hazrat-e-Karzon Ko Ab Fikr-e-Madawa Hai Zaroor,
Hukm Baradari Ke Maide Mein Hai Dard-e-La Yutaaq,
Wafad Hindustan Se Karte Hain Sir Agha Khan Talab,
Kya Ye Chooran Hai Pe-e-Hazm-e-Falasteen-o-Iraq ...
Poet : Allama Iqbal
Contribute: Zahid Shah

No comments:
Post a Comment