To Kya Ye Tay Hai Ke Ab Umr Bhar Nahin Milna,
Chalo Zamaane Ki Khaatir Yeh Jabr Bhi Seh Lain,
Ke Ab Kabhi Jo Mile Toot Kar Nahin Milna,
To Phir Yeh Umar Bhi Kyon Tum Se Gar Nahin Milna,
Rah-E-Wafa Ke Musaafir Ko Kaun Samjhaye,
Ke Is Safar Mein Koi Hum-safar Nahin Milna,
To Phir Ye Umar Bhi Kiyun, Tum Se Gar Nahin Milna,
Juda To Jab Bhi Huay Dil Ko Yoon Laga Jaise,
Ke Ab Gaye To Kabhi Laut Kar Nahin Milna,
To Phir Yeh Umar Bhi Kyon Tum Se Gar Nahin Milna ...
Poet : Suroor Barabankvi
Contribute: Zahid Shah

No comments:
Post a Comment